Summer 2010 Archive

This is the list which I put on my status messages.

Wednesday, June 30, 2010

हाथों की लकीरों पर कभी भरोसा न करना , तकदीर तो उनकी भी होती है जिनके हाथ नहीं होते | FHFDS ||
Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai, har mod aasan nahi hota, har mod par khushi nahi milti.... Par jab hum zindagi ka saath nahi chodte to hum mohabbat ka saath kyon chhode ||

Thursday, June 17, 2010

Veeru : Kood jaaoonga, phaan jaaonga, mar jaaoonga.. Hat jaaOO... log : Are are .. ye kya kar rahe ho? Veeru : Wohi kar rahaa hun bhaiya jo majanoo ne lailaa ke liye kiyaa tha, raanzaa ne heer ke liye kiya tha romeo ne juliet ke liye kiya tha soosaaEt... SOOSAAET..

Wednesday, June 16, 2010

Bahut yaaraana lagta hai, eh - Gabbar Singh.
Waqt ki bisaat pe kismat ne jo mohre bichaaye the, unka rukh palat gaya. - Kaalia

Friday, June 11, 2010

Haan, main sign karoonga, lekin main akele sign nahin karoonga, main sabse pehle sign nahin karoonga. Jao pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye leekh diya tha..ye.. Uske BAAD, us ke baad, mere bhai, tum jahan kahoge main wahan sign kar doonga.

Thursday, June 10, 2010

Agar tune mujhe phir se hath lagaya to hath todkar aisi jagah gusa dunga ke jindgibar khana khana bhi muhse padega aur nikalna bhi.

Monday, June 7, 2010

Nahi simran nahi, Bhaga to parayo se jaata hai...apno se bhaag kar hum jaate bhi to kahaaa - DDLJ SRK