Summer 2010 Archive

This is the list which I put on my status messages.

Sunday, July 18, 2010

Some parodies ...

Amitabh : waqt ki bisaat par kismat ne jo mohre bichaaye the unka rukh palat gaya. Villain : Abe hindi mien bol ...

------------

Amitabh : Rishtey mein to hum tumhare baap lagte hain, naam hai shehenshah. Reply : Pee rakhi hai saale ne, as usual. Ab bina baat mein marega bhi.

------------------------
Gabbar : kitne aadmi the.
kaaliya : do sarkaar.
Gabbar : dayamax. ||
--------------------------------

Villain : ab tumari maa humare kabze mien hai. Hero : and teri mere kabze mien hai. Villain : bc. || FHFDS ||

Thursday, July 8, 2010

उतार के फ़ेंक दो ये वर्दी और पहन लो बलवंत राय का पट्टा अपने गले में ...बलवंत राय के कुत्तों | सन्नी देवल || FHFDS

Wednesday, June 30, 2010

हाथों की लकीरों पर कभी भरोसा न करना , तकदीर तो उनकी भी होती है जिनके हाथ नहीं होते | FHFDS ||
Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai, har mod aasan nahi hota, har mod par khushi nahi milti.... Par jab hum zindagi ka saath nahi chodte to hum mohabbat ka saath kyon chhode ||

Thursday, June 17, 2010

Veeru : Kood jaaoonga, phaan jaaonga, mar jaaoonga.. Hat jaaOO... log : Are are .. ye kya kar rahe ho? Veeru : Wohi kar rahaa hun bhaiya jo majanoo ne lailaa ke liye kiyaa tha, raanzaa ne heer ke liye kiya tha romeo ne juliet ke liye kiya tha soosaaEt... SOOSAAET..

Wednesday, June 16, 2010

Bahut yaaraana lagta hai, eh - Gabbar Singh.
Waqt ki bisaat pe kismat ne jo mohre bichaaye the, unka rukh palat gaya. - Kaalia

Friday, June 11, 2010

Haan, main sign karoonga, lekin main akele sign nahin karoonga, main sabse pehle sign nahin karoonga. Jao pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye leekh diya tha..ye.. Uske BAAD, us ke baad, mere bhai, tum jahan kahoge main wahan sign kar doonga.

Thursday, June 10, 2010

Agar tune mujhe phir se hath lagaya to hath todkar aisi jagah gusa dunga ke jindgibar khana khana bhi muhse padega aur nikalna bhi.

Monday, June 7, 2010

Nahi simran nahi, Bhaga to parayo se jaata hai...apno se bhaag kar hum jaate bhi to kahaaa - DDLJ SRK

Tuesday, May 25, 2010

Kaun kambakhat bardaasht karne ke liye peeta hai .

Friday, May 21, 2010

Bhagwan ka screenplay bhi aajeeb hai, kabhi kisi ko mukambal jaan nahi milta, you've witnessed the agonies of tragic love stories, you witnessed ecstasies of immortal love stories, its time you witness mine.

Wednesday, May 19, 2010

Are pagle, yeh to khushi ke aansoo hain.

Monday, May 17, 2010

" Mein kaheti hoon, door ho jaa meri nazron se"

Friday, May 14, 2010

...

After hero handovers villain to police, inspector says "Ab jo kuch bhi kehna hai, police station jaa ke kehna"

Thursday, May 13, 2010

Next

Heroine to Villan : Kutte, kamine! Choad(leave) de mujhe.

Wednesday, May 12, 2010

Next

Munni ko blood cancer ho gaya hai.
3. jug jug jiyo beta.

Tuesday, May 11, 2010

2.

Itnay paisay tum kahan se laaye?

Summer 2010 Dialogue Archive

Bataoo, heeray kahan hai.